Google Par Photo Upload Kaise Kare [ 2 Tarike ]
Google Par Photo Upload Kaise Kare [ 2 Tarike ]
Hello Welcome to Techeage. How are u all? Aaj is post main apke sath ek bahut hi interesting article share karne ja raha hu. Google Par Apni Photo Kaise Upload Kare.
![]() |
Google Par Photo Upload Kaise Kare [ 2 Tarike ] |
Aisa kon hai jo famous hona nahi chahta. Lagbhag har koi yahi chahte hai ki uski ek alag pahchan bane aur famous ho jaye. Ab chahe ye internet ki baat ho ya real life me famous hone ki. Bahut saare log chahte hain ki koi bhi google image me unka naam search kare to unka photo a jaye Aur log google par hi apna photo upload karna kyu chahte hain? Yahoo….!! etc par kyu nahi ? To iska jabwab ye hoga kyuki google duniya ka sabse powerful search engine hai aur jyadtar log google ka hi use karte hain.
Start me main bhi sochta tha aisa aur jab ek din maine apne facebook username (Techeage ) ko google image me search kiya to meri khushi ka thikana nahi tha. Kyuki google par mera photo a raha tha Aur ye maine apne sabhhi friends ko dikhaya ki dekho google par mera photo a raha hai.
To agar aap bhi apna photo google par upload karna chahte ho to is post ko shuru se lekar end tak read kijiye. I hope apko apne sawal ka jawab bhi mil jayega aur aap apni picture ko google par bhi dekh paoge. To Chaliye jante hain ki google par apni photo kaise upload karte hain?
Google Par Apna Photo Kaise Upload Kare
Sabse pahle to main apko ek baat clear kar deta hu ki aap directly apna photo google par upload nhi kar sakte ho. To aap direct nhi kar sakte lekin iske dusre tarike hain jo main apko batane ja raha hu.
Read-60+Blogging Mistakes Jo Blogger ko Nahi karni Chaiye
Read-Apni Blog or Website Ko social media par kaise promote kare
Read-2018 Me Blog Ki Traffic Kaise Badhaye – 12 New Tips
Read-Social Media Sites Se Blog Ki traffic Badhane Ke Kuch Assan Tarike
Ab sawal ye ata hai agar hum google par direct upload nahi kar sakte to aur kaise kar sakte hain? To jyada tension lene ki jarurat nahi hai. Chahliye ab jante hai google par apna photo daalne ke tarike.
1. Social Media Sites
Ye sabse best tarika hai google search me apne photo ko laane ka. Aur isme apko jyada kuch karna bhi nahi hai bas kuch social site par account banan hai. Ye hai kuch famous aur best social media site jin par aap apna account bana sakte ho.
Twiiter
Googel+
Pintrest
To ab apka karna ye hai in sabhi sites ko ek ek karne open karna hai aur inpe apna account banana hai. Account banane ke baad apni profile ko complete karna hai. Aur uske baad uspe apni photo upload karni hai.
Sabse best mujhe twiiter aur instagram laga. Kyuki Istagram ek image sharing site hai. Aur isliye ispe photo daalne se apke photo google par bhi bahut jaldhi a jayenge. Aur facebook aaj kaun use nahi karta hai, lagbhag sabhi internet users facebook ka istemaal karte hai.
Read-Blog Post Ke Liye Badiya Title Kaise Select kare
Read-Google Adsense approval trick for blogger🔥Rank blog post in Google🔥Webmaster Tool tutorial
Read-Blog Post Off Page Seo Optimization kaise Karey -Top 10 Tips
Isme aapko ek baat ka dhyan rakhna hai ki aap in sites par jo bhi photo upload karo. Wo publicly share karna hai naki aap friends ya only me ko select karne ke share kare.
Note: Facebook privacy me ek option ata hai jisme apse pucha jata hai ki “kya aap chahte to ki search engines apki profile ko link kare”.
![]() |
Google Par Photo Upload Kaise Kare [ 2 Tarike ] |
2. Blog me Upload Karke
Google par photo upload karne ke liye ye dusra tarika hai. Is tarike se apki photo google par kafi jaldhi a jayegi. Lekin iske liye apko apna blog banana hoga. Blog ka mtlb hota hai website mtlb apko ek website banani hogi.
Website banane ke liye bahut se free platform hai jinpe aap apni free website bana sakte ho. Lekin usme ye 2 platform sabse best hai-
Blogger
WordPress
In dono me se kisi par bhi aap apna free account bana sakte ho. Lekin agar aap bilkul new ho to aap blogger ap apna blog banaye. Jiski complete jankari aap niche di huyi link se read kar sakte ho-
agar aap wordpress par apna blog banana chahte ho to uski jankari yahan se read kar sakte ho-
Jab apka blog ban jaye tab uske blog ke dashboard me jana hai aur wahan se new post par click karke new post likhni hai. Aur apna photo upload karna post me. Uske baad publish button par click karke post ko publish kar dena hai.
To guys ye the Google par apna photo upload karne 2 best tarike jinki help se aap apna photo google par upload Kar sakte ho.
Ye Bhi Jarur Read Kare:
Ummeed hai apko ye post pasand ayegi ar is post ko padhne ke baad aapko samajh a gaya hoga ki photo ko google par kaise daale. Agar aapko ye postd pasand aye to social sites par jarur share kare. Jisse apke friends bhi apni photo google par daal sake
Hai.
Read-How to Check Blog's Backlinks Online in a Click
Read-Blogger(Blogspot) Blog par Google Adsense Apply karne Se Pahle karey ye Tayyari
Read-Original Bloggers Vs Duplicate Bloggers,Dusre Blog Se Copy Karne ke Phayde Aur Nuksan Kya hai?