Table of Content

SEO KAISE KARE -APNI WEBSITE KA SEO KAISE KARE STEP BY STEP

SEO KAISE KARE -APNI WEBSITE KA SEO KAISE KARE STEP BY STEP

 SEO KAISE KARE se related Post lekar aaya Hun. SEO hamari website ka heart hai  ye Maan Lena galat nahin hoga. aaj ham baat karenge SEO KAISE KARE SEO  kya hai.SEO hamari website ke liye kyon jaruri hai. dosto SEO ka arth  search engine optomization (SEO ) hai. agar aap ke pass ek website hai.

to aap chahenge ki aap ki website search engine me first page me rank ho. uske liye aapko apni website ke search engine optomization ko badhiya banana  hoga. jab aap google me kuchh search karte hai, to aapke samne Kai result aate hai. Sabse uper jo  hota hai uska SEO achhi tarah se hua hai.

vah first page par top me dikhai dega. apni website ka seo top par hona chahiye. uske liye aap ko on page seo aur off page seo ko behtar banana hoga.

SEO KAISE KARE -APNI WEBSITE KA SEO KAISE KARE STEP BY STEP

Dosto jo new blogger hote hai unhe SEO kya  hai , blog/website ko seo friendly kaise banayen, SEO KAISE KARE yah pata nahin hota,yah  post khas beginner ke liye hai.

SEO search engine optomization se website par visiter ki sankhya badh jaati hai. website ki income pahle se jyada hone lagti hai.ab me aapko batane wala hun ki SEO kya hai. seo kaise karte hain, blog/website ka seo kaise karte hain .

SEO KAISE KARE
SEO KAISE KARE

WHAT IS SEO-SEO KYA HAI STEP BY STEP :-

SEO (search engine optomization) ek esa process hai. SEO ka use karke ham apni website Ko search engine me rank Kara sakte hai. seo se website ki traffic Ko increase kar sakte hai. isme kafi activities Hoti hai jiski sahaayata se ham apni website Ko google me index Kara sakte hai. ab ham Apne topic ki aur chalte hai.

SEO KAISE KARE -APNI WEBSITE KA SEO KAISE KARE STEP BY STEP

SEO KAISE KARE- BLOG/WEBSITE SEO FRIENDLY KAISE BANAYE  11 JARURI  TIPS KO FOLLOW KARE.

dosto aaj ka samay internet ka samay hai. online internet par business bahut bada scop hai. Business ke liye ek website chahiye. Lekin Khali website se kuchh bhi nahi hoga. website Ko google me rank bhi Karana hoga. website par traffic bhi increase karna hoga. uske Baad hi aapka business success hoga.

Lekin ye sab karne ke liye aapko SEO ki aavshyakta padegi. aap SEO (search engine optomization ) ke Bina  kuchh bhi nahin kar sakte. seo is heart of website. seo kaise kare  ise samjhana bahut jaruri hai. ab ham baat karenge SEO KI SETTING KAISE KARE. iske alava aap yoast seo setup karke bhi apne blog/website ka seo kar sakte hain.


 website ke liye SEO bahut hi jaruri hai. ab hum SEO kaise kare aapko step by step bataayenge.

STEP:- 1

POST KA TITAL BEHTARIN HONA CHAHIYE:-

dosto jab ham post likhte hai to usme Sabse pahle tital likhte hai. tital aapko behtarin likhna hai. usme aapko Kam se Kam 2 keywords jarur dalne hain. keywords longtail ka upyog kare.

keyword me Kam se Kam 3-4 word hone chahiye. aapko maloom hoga ki short keyword ka kafi log upyog karte hai. Aapko isliye longtail keyword hi use karna hai ye karne se aapki post ka search engine optomization  good hoga hoga. For example
Sco kese kore

POST KA TITAL BEHTARIN HONA CHAHIYE:-

online paisa kamaye ye short keyword hai. aur ghar Bethe online paisa kamaye ye long tail keyword hai.


STEP:- 2

POST KO JYADA SE JYADA KEYWORDS ME LIKHE:-

dosto jab aap post likhte hai to usme aap jyada se jyada keyword daale. ya fir yun kahu to aap post Ko keyword me likhiye. keyword me likhne se aapki post ka SEO hoga.

STEP :- 3

 HI-QUALITY BACKLINK BANAYE

dosto hi-quality backlink banane se aapki website bahut hi jaldi rank karne lagegi. backlink kaise banaana hai iske liye aap google me search kar sakte hai. ya fir aap YouTube pe search kare , ki backlink kaise banaye, aapke samne 100-200 video aa jayenge. Banga se aap sikh sakte hai .ki backlink kaise banaye.

STEP:- 4

WEBSITE KO GOOGLE WEBMASTER TOOL ME ADD KARE.

Webmaster tool aur google search console ek hi hai. pahle ye webmaster tool ke Naam se Jaana jaata that. ab ye google search console hai. apni website Ka google search console me account banaye. google search console me jaa
kar  add property par click kare aur website ke url Ko add kare. iske alava aapki sabhi post Ko google search console me add kare.   Ye karne se aapki website ka SEOhoga. Click hare

STEP:- 5

DO FOLLOW AUR NO FOLLOW BACKLINK BANAYE AUR BLOG KA SEO KARE

do follow backlink banane se aapki website ka SEO hoga. do follow backlink banaane ke liye dusara ki website par jaakar comment kare, jiske Karan aapki website par traffic badhegi.

STEP:- 6

GOOGLE ANALYTICS SE APNI WEBSITE KO JODE.

google analytics google ki ek free service hai. website Ko google analytics me add karne se website par aanewali traffic ka pata chalega. Traffic Kanha se as rahi hai aapko asaani se pata chalega. mobile ya desktop se kitni traffic aa rahi hai aapko pata chal sakega.

STEP:- 7

WEBSITE ME LABLE LAGAAYE.

website me lable lagane se aapki post ka SEO hoga. post google  rank me dikhne lagegi. website par subscribers  lable se aapki post ke baare me Jaan payega. subscriber lable par click karke aapki post tak pahunch Sakta hai. Subscriber ek se adhik post Ko view karega. Click hare  blog me lable kaise banaye

STEP:- 8

WEBSITE PAR META TAG ADD KARE

website par meta tag jarur se likhe. meta tag se hamari website ka SEO hota hai. meta tag me hame apna naam, blog kis baare me hai ,website ka naam, country etc. jaruri jaankari Deni Hoti hai. meta tag ek prakar ki XML file Hoti hai. jab search engine blog Ko crowl karta hai.tab meta tag se hi search engine me index hota hai.

STEP:- 9

WEBSITE ME SEARCH DISCRIPTION ADD KARE.

google search engine hamari website Ko search discription ke aadhar par hi rank karta hai. search discription website ka ek aham Hissa hai. Search discription me hame Apne blog ke baare me short jaankari Deni Hoti hai. search discription me main keyword ka use karke related keyword bhi likhne honge

STEP:- 10

PARMALINK ME KEYWORD KA PRAYOG KARE.

Apne blog me parmalink me Apne post ka main keyword use kare. parmalink blog ke url Ko kahte hai. parmalink me apni post ke main keyword Ko Sabse aage jode. yah bahut jaroori hota hai. kyon ki parmalink hamari post ka main Hissa hai.

STEP:- 11

SOCIAL MEDIA PAR ACCOUT BANAYE AUR SAMAST POST KO USPAR SHARE KARE.

social media hamari website ke liye bahut hi aham Hissa hai. sabhi social media par account banaye aur apni post Ko share kare. social media se website Ko kafi traffic milta hai.  website par traffic chahiye to social media ka roll aham hota hai.

SEO KAISE KARE – WEBSITE KA SEO KAISE KARE STEP BY STEP

dosto website ka SEO kaise kare. uske baare me maine aapko uper 10 option bataye hai. ye sabhi 11 option ka apne blog me upyog kare. fir dekhiye aapki website rank karne lagegi. aur aapki traffic badhne lagegi. aapki earning pahle se jyada hone lagegi. short me kanhu SEO blog ke liye bahut hi jaruri hota hai.  website ka SEO karne ke liye uper ke 11 mantra hamesha use kore

SEO KAISE KARE -APNI WEBSITE KA SEO KAISE KARE  IN HINDI

Dosto asha karta hun SEO KAISE KARE IN HINDI ye post aapko pasand aayi hogi. agar pasand aaye to post ko share jarur karna. aage bhi is prakar ki jankari ko padhne ke liye hamare blog ko subscribe kare. “apni website ka SEO kaise kare ” seo kaise karte hain . seo se kya fark padata hai. seo se post rank karti hai . jabardast seo kaise kare , ab post ke ant me yahi kahunga, is post Ko jyada se jyada share kare, like kare, aur is website Ko  subscribe kare.